Tuesday, January 25, 2011

End of an era ...Late Shri Bhimsen Joshi

End of an era ...Late Shri Bhimsen Joshi... aaj ka akhbaar jab yeh khabar le kar aya to dil baith sa gaya.. Aisa laga ki shastriya sangeet tham sa gaya hai.. Bhagwan Pandit ji ki AAtma ko shanti pradan kare.. 1980 ke dashak mein Unke dwara gaya geet " Babul Mero naihar chootal jay" aur baad mein  " Mile Sur Mera Tumhara" .. aaj bhi Sharir mein Ek Patriotic uttejna jaga deta hai... Pandit ji to chale gaye par unke nagme unhein hamesha jeevant rakhenge.. Yahi hamari shraddhanjali hai..


No comments: